27/10/2026
Subah 10 se dopeher 3 baje tak solar panels sab se zyada bijli banate hain! Inhi auqat mein washing machine, istri aur water pump chalayen taake aap ki apni banayi hui muft bijli use ho aur shaam ko grid par bojh kam ho. Din mein appliances chalayen aur apna bijli ka bill kam karein!